Yeshu Raja janm liya hai aadivasi lyrics
Yeshu Raja janm liya hai Aao re aao re khusiya manao yeshu Raja janm liya hai ---2 Kapdo me llipta hua Charni me dekho re---2 Tumhare liye ek udarkarta 2 Janm liya hai 2 Aakash me tare chamk rahe hai Puri duniya jhum Rahi---2. Swarg ko chod aaya tere mere liye aaya Mukti data re yeshu rajaa janm liya Aakasho Me parmeshwar ki mahima Parthvi pe hha yeshu hai Shanti aayi hai Shanti aayi hai Aao bhai beheno re Miil ke geet gayenge Yeshu Raja janm liya hai Aao sabhi aao nachhe gaye jhume Raja ka rajaa aaya hai Swarg pita ki mahima hove Swarg pita ki stuti hove---4 Aao re aao khusiya manao re Vo hi hai mashih parb hu Vo hi hai rajao ka raja