Yeshu Raja janm liya hai aadivasi lyrics
Yeshu Raja janm liya hai
Aao re aao re khusiya manao
yeshu Raja janm liya hai ---2
Kapdo me llipta hua
Charni me dekho re---2
Tumhare liye ek udarkarta 2
Janm liya hai 2
Aakash me tare chamk rahe hai
Puri duniya jhum Rahi---2.
Swarg ko chod aaya
tere mere liye aaya
Mukti data re
yeshu rajaa janm liya
Aakasho Me parmeshwar ki mahima
Parthvi pe hha yeshu hai
Shanti aayi hai Shanti aayi hai
Aao bhai beheno re
Miil ke geet gayenge
Yeshu Raja janm liya hai
Aao sabhi aao nachhe gaye jhume
Raja ka rajaa aaya hai
Swarg pita ki mahima hove
Swarg pita ki stuti hove---4
Aao re aao khusiya manao re
Vo hi hai mashih parb
hu
Vo hi hai rajao ka raja
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें